Santoshi Maa Chalisa
Doha
Bando Santosi Charan Ridhi Sidhi Datar
Dhyan Dhrat Hi Hot Nar Dukh Sagar Se Paar
Bhaktan Ko Santosh De, Santosi Tav Naam Kripa Krau
Jagdamb Abb Aaya Tere Dham
Chaupai
Jai Santoshi Maa Anupam
Shanti Dayeni Roop Manoram.
Sundar Varan Chaturbhuj Rupa
Vaish Manohor Lalit Anupa.
Sawyetambar Roop Manhari
Maa Tumhari Chavi Jag Se Nayari.
Divye Sawroop Aayet Lochan
Darshan Se Ho Sankat Mochan.
Jai Ganesh Ki Suta Bhavani
Ridhi Sidhi Ki Putri Geyani.
Aagam Agochar Tumhari Maya
Sab Par Karo Kripa Ki Chaya.
Naam Anek Tumhare Mata
Aakhil Vishv Hai Tumko Dheyata.
Tumne Roop Aneko Dhare
Ko Kahi Sake Charitr Tumhare.
Dham Anek Kaha Tak Kahiye
Sumiran Tab Karke Sukh Lehie.
Vindiachal Mai Vindiavasini
Koteshwar Saraswati Suhasini.
Kalkate Mai Tu Hi Kali
Dusht Nashini Mahakarali.
Samhal Pur Bahuchara Kahati
Bhaktjano Ka Dukh Mitati.
Jawala Ji Mai Jwala Devi
Pujat Nitaye Bhagat Jann Sevi.
Nagar Bambai Ki Maharani
Maha Lakshmi Tum Kalyani.
Madura Me Minakshi Tum Ho
Sukh Dukh Sab Ki Sakshi Tum Ho.
Rajnagar Mein Tum Jagdambe
Bani Bhadrakali Tum Ambe.
Pawagadh Mein Durga Mata
Akhil Vishv Tera Yash Gata.
Kashi Puradhishwari Mata
Aanpurna Naam Suhata .
Sarwanand Karo Kaliyani
Tumhi Sharda Amrit Vani.
Tumhari Mahima Jal Mein Thal Mai
Dukh Darid Sab Meto Pal Mai.
Jete Risi Aur Munisha
Narad Dev Aur Devesha.
Is Jagati Ke Nar Aur Nari
Dhayan Dharat Hai Mata Tumhari.
Japar Kripa Tumhari Hoti
Veh Pata Bhagat Ka Moti.
Dukh Darid Sankat Mitt Jata
Dhayan Tumhara Jo Jann Dhayata.
Jo Jann Tumhari Mahima Gave
Dhayan Tumhara Kar Sukh Pave.
Jo Mann Rakhe Sudh Bhavana
Taki Puran Karo Kamna.
Kumti Nivari Sumati Ki Datri
Jayati Jayati Mata Jagdhatri.
Shukarwar Ka Diwas Suhavan
Jo Vart Kare Tumhara Paven.
Gudh Chole Ka Bhog Lagave
Katha Tumhari Sune Sunave.
Vidhivat Puja Kare Tumhari
Phir Prasad Pave Subhkari.
Shakti Samrath Ho Jo Dhanko
Dhan Dakshina De Vipran Ko.
Ve Jagti Ke Nar Aur Nari
Mannvanchit Phal Pave Bhari.
Jo Jann Sharan Tumhari Jave
So Nishchaye Bhav Se Tar Jave.
Tumharo Dhayan Kumari Dhayave
Nishchaye Mannvanchit Var Pave.
Sadhva Puja Kare Tumhari
Amar Suhagan Ho Wo Nari.
Vidhva Dhar Ke Dhayan Tumhare
Bhavsagar Se Utre Para.
Jayati Jayati Jai Sankat Harni
Vighan Vinashan Mangal Karni.
Hum Par Sankat Hai Aati Bhari
Vegi Khabr Lo Mata Humari.
Nish Din Dhayan Tumharo Dhayata
Dehi Bhakti Var Hum Ko Mata.
Yeh Chalisa Jo Nit Gave
So Bhavsagar Se Tar Jave.